SAANSON KO Lyrics - Zid (2014) Song | Arijit Singh, Toshi-Sharib

SAANSON KO Lyrics - Zid (2014) Song | Arijit Singh, Toshi Sharib
Saanson Ko Lyrics of Zid (2014): The song is sung by Arijit Singh with composition of Toshi-Sharib, video featuring Mannara (Barbie Handa). Lyrics are written by Shakeel Azmi.
Singer: Arijit Singh
Music: Toshi Sharib
Lyrics: Shakeel Azmi
Cast: Mannara, Karanvir Sharma, Shraddha Das
Music Label: Sony Music India

SAANSON KO Lyrics


Saanson ko jeene ka ishaara mill gayaa
Dooba main tujhme toh kinaara mill gayaa

Saanson ko jeeney ka isharaa mil gaya
Zindagi ka pataa dobara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mil gaaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mil gaaya

Ghamzada ghamzada dil ye thha ghamzada
Bin tere bin-tere dil yeh tha ghamzaada
Aaraam de tu mujhe
Barson ka hun main thakaa
Palkon pe raatein liye
Tere waaste main jaaga

Mere har dard ki gehraai ko
Mehsoos karta hai tu
Teri aankhon see gham tera
mujhe maalum honey laaga

Tu milaa to Khuda ka sahara mill gaya
Tu milaa to Khuda ka sahara mill gaya

Ghamzada gham zada dil yeh tha gham-zada
Bin tere bin tere dil ye tha ghamzada


LYRICS WILL BE UPDATED SOON...!




Leave Your Comment: